Gajanana Shri Ganaraya aadi vandu tujha Moraya
Ganpati Bappa Morya!Mangal Murti Morya
Happy Ganesh Chaturthi.
Gajanana Shri Ganaraya aadi vandu tujha Moraya
Ganpati Bappa Morya!Mangal Murti Morya
Happy Ganesh Chaturthi.
Employee woh hai jo..
Employee woh hai
jo aksar faasta hai
interviews ke sawaalon me
badi companiyon ke jaal me
boss aur client ke bhawaal me
Employee woh hai..
jise intezaar hai
weekend night par dhoom machane ka
boss ke chhutti par jane ka
increament ki khabar aane ka
Employee woh hai..
jo sochta hai
kaash padhai par dhyaan diya hota
kaash teacher se panga na liya hota
kaash ishq na kiya hota.....!!
Employee woh hai..
jo pak
meetings ko jhelne me
submissions ki gehraai me
teamwork ki chataai me
Employee woh hai..
jo laga rehta hai
schedule ko fislane me
targets ko khiskane me
roz naye naye bahane banane me
Employee woh hai..
jo lunch time me breakfast leta hai
dinner time me lunch karta hai
aur
commutation ke waqt soya karta hai
Employee woh hai..
jo paagal hai
chai aur samose ke pyaar me
cigarette ke khumar me
patang udaane ki soch me
Employee woh hai..
jo khoya hai
reminders ke jawab me
na milne wale hisab me
Behtar mustaqbil ke khwab me…
------- Courtesy: Dinesh Parmar ------
Movie : Yahaan
Music Director : Shantanu Moitra
Singer(s) :Shreya Ghoshal , Shaan
Lyricists :Swanand Kirkire
puche jo koi meri nishaani
rang hina likhna
gore badan pe
ungli se mera naam ada likhna
Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai
aao naaaaa aaao naaaaa
jehnum mein beh lenge
vadi ke masuam bhi
ek din to badlenge
Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai
aau to subha jao to mera naam saba likhna
burf pade to burf pe mera naam dua likhna
zara zara aag vaag pass rehti hai
zara zara kangde ke aacha rehti hai
Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai
raatein bunjhane
tum aagaye hoo
jab tum haste hooooo
din ho jata hai
tum gale lage too ooooo
din so jata hai
doli uthaye ayega din to
pass betha lena
kal jo mile to
mathe mein mere suraj uga dena
zara zara aas paas dhup rehegi
zara zara aas pass rang renhege
puche jo koi meri nishaani
rang hina likhna
gore badan pe
ungli se mera naam ada likhna
Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai
Oooeeeeeeeeeeeeeeeehh
You're a good soldier
Choosing your battles
Pick yourself up
And dust yourself off
Get back in the saddle
You're on the front line
Everyone's watching
You know it's serious
We are getting closer
This isn't over
The pressure is on
You feel it
But you got it all
Believe it
When you fall get up, oh oh
If you fall get up, eh eh
Tsamina mina zangalewa
Cuz this is
Tsamina mina, eh eh
Waka waka, eh eh
Tsamina mina zangalewa
This time for
Listen to your God
This is our motto
Your time to shine
Don't wait in line
Y vamos por todo
People are raising
Their expectations
Go on and feed them
This is your moment
No hesitations
Today's your day
I feel it
You paved the way
Believe it
If you get down get up, oh oh
When you get down get up, eh eh
Tsamina mina zangalewa
This time for
Tsamina mina, eh eh
Waka waka, eh eh
Tsamina mina zangalewa
Anawa a a
Tsamina mina, eh eh
Waka waka, eh eh
Tsamina mina zangalewa
This time for
Awela Majoni Biggie Biggie Mama One A To Zet
Athi sithi LaMajoni Biggie Biggie Mama From East To West
Bathi... Waka Waka Ma Eh Eh Waka Waka Ma Eh Eh
Zonke zizwe mazi buye
Cuz this is
Voice: Tsamina mina, Anawa a a
Tsamina mina
Tsamina mina, Anawa a a
Tsamina mina, eh eh
Waka waka, eh eh
Tsamina mina zangalewa
Anawa a a
Tsamina mina, eh eh
Waka waka, eh eh
Tsamina mina zangalewa
This time for
Django eh eh
Django eh eh
Tsamina mina zangalewa
Anawa a a
Django eh eh
Django eh eh
Tsamina mina zangalewa
Anawa a a
(2x) This time for
(2x) We're all
Des Mera – Bollywood Hindi Song Lyrics
Movie: Peepli Live (2010)
Music Director:
Director: Anusha Rizvi
Lyricist: Sanjeev Sharma, Swanand Kirkire
Starring: Omkar Das Manikpuri, Raghuveer Yadav, Nawazuddin Siddiqui, Malaika Shenoy, Shalini Vatsa, Naseruddin Shah, Farrukh Jaffer, Vishal O Sharma
Song Title: Des Mera
Singer(s):
Release Date: August 13th 2010
Des mera rangrez ye babu
Ghat-ghat yahan ghatta jaadu
Des mera rangrez ye babu
Des mera rangrez ye babu
Ghat-ghat yahan ghatta jaadu
Des mera rangrez ye babu
Ghat-ghat yahan ghatta jaadu
Raai pahad hai kankar-shankar
Baat hai chhoti bada batangad
Raai pahad hai kankar-shankar
Baat hai chhoti bada batangad
Ran rangeela parjatantar
Ran rangeela parjatantar
Pa pa re ba re ba pa
Pa pa re ba re ba pa
Pa pa re ba re ba pa
Pa ra pa ra
Pa pa re ba re ba pa
Pa pa re ba re ba pa
Pa pa re ba re ba pa
Saat rang satranga mela
Badraga sa bada jhamela
Saat rang satranga mela
Badraga sa bada jhamela
Gira gagan se khajoor ne jhela
Such-dukh pakdam-pakdi khela
Hai..Ek rang guniyon ka nirala
Ek rang agyani
Rang rang main hod lagi hai
Rangrangi manmaani
Des mera rangrez ye babu
Ghat-ghat yahan ghatta jaadu
Des mera rangrez ye babu
Ghat-ghat yahan ghatta jaadu
Sukhe naina, rooki ankhiyaan
Dhundhla dhundhla sapna
Aansu bhi namkeen hai pyaare
Jo tapke so chakhna
Sukhe naina, rooki ankhiyaan
Dhundhla dhundhla sapna
Aansu bhi namkeen hai pyaare
Jo tapke so chakhna
Dhundhla dhundhla sapna pyaare
Dhundhla dhundhla sapna
Sukhe naina rukhee ankiyaan
Sukhe naina rooki
Dhundhla dhundhla sapna pyaare
Dhundhla dhundhla sapna
Des mera rangrez ye babu
Hooiii.!!!!
Playback Singers : Tochi Raina
Lyricist : Javed Akhtar
Music Director : Amit Trivedi
Lyrics : Gal Mitthi Mitthi
Gal mithi mithi bol
Ras kaano mein tu ghol
Bajne de taashe dhol
Masti mein tu bhi dol
Mann ke naina tu khol
Chahat ke moti roll
Dil hota hai anmol
Ye daulat se na tol
Aa soni teinnu chand ki mein chudi pehnawa
Mennu karde ishara to mien doli le aawa.
Jaan leva teri adaa
Kaise na koi ho fida
Tera ang sharara jaise mare lashkara soniye
Dekhu to dil dhadke
Tan mein agan bhadke
Lage jaise sohni hai soniye
Chahne waala hu tera
Dekh to le idhar zara
tu jo dekhe ik nazar
Karu lakh shukar hiriye
Dekh to kehke tu mujhe
Jaan bhi dedunga tujhe
Tera aisa hoon deewaana
Tune abtak ye na jaana hiriye.
Tere Mast Mast Do Nain ( Lyrics )
Movie : Dabang
Music Director : Sajid Wajid
Singer(s) :Rahat Fateh Ali Khan
Lyricists :Faiz Anwar
Takte rehte tujhko sanjh savere
Nanion mein Haye
Nanion mein Haye
Takte rehte tujhko sanjh savere
Lyricsmasti.com
Nanion mein basya jaise
Nanin yeh tere
Nanion mein basya jaise
Nanin yeh tere
Tere mast mast do naian
Mere Dil ka le gaye chain
Mere Dil ka le gaye chain
Tere mast mast do naian
Tere mast mast do naian
Mere Dil ka le gaye chain
Mere Dil ka le gaye chain
Tere mast mast do naian
Phele pehal tujhe dekha to dil mera
Dhadka haye dhadka
Dhadka haaye
Phele pehal tujhe dekha to dil mera
Dhadka haye dhadka
Dhadka haaye
Jal jal utha hoon main
shola jo pyaar ka
Bhadka haaye bhadka
Neendon mein
Sapne jo tere
Badle se lag rahe hain
Andaaz meere
Badle se lag rahe hain
Andaaz meere
Tere mast mast do naian
Mere Dil ka le gaye chain
Mere Dil ka le gaye chain
Tere mast mast do naian
Tere mast mast do naian
Mere Dil ka le gaye chain
Mere Dil ka le gaye chain
Tere mast mast do naian
Mahi beaab sa
Dil yeh betab sa
Tadpa jaye Tadpa
Tadpa jaye
Mahi beaab sa
Dil yeh betab sa
Tadpa jaye Tadpa
Tadpa jaye
Naino ki jheel mein
Utra tha yun hi dil
Dobaa jayee dobaa jayee
Dobaa jayee
Hoshso hawas ab to
Khone lage hain
Hum bhi deewane tere hone lage hai
Hum bhi deewane tere hone lage hai
Tere mast mast do naian
Mere Dil ka le gaye chain
Mere Dil ka le gaye chain
Tere mast mast do naian
Takte rehte tujhko sanjh savere
Lyricsmasti.com
Nanion mein basya jaise
Nanin yeh tere
Nanion mein basya jaise
Nanin yeh tere
Tere mast mast do naian
Mere Dil ka le gaye chain
Mere Dil ka le gaye chain
Tere mast mast do naian
Tere mast mast do naian
Mere Dil ka le gaye chain
Mere Dil ka le gaye chain
Tere mast mast do naian
Tere mast mast do naian
Mere Dil ka le gaye chain
Mere Dil ka le gaye chain
Tere mast mast do naian
Warm wishes on Kali Chaudas! 🌑 Here are five key learnings from Kali Chaudas: 1. Overcoming Negativity: Kali Chaudas encourages us to conq...